Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

```Pegham pr Quraan khawaani ````

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ```Pegham pr Quraan khawaani ````

    As salam o alaikum friends
    kal raat soonay say pehlay mien Pegham aur pegham members k baaray mien sooch rahi thi
    to ik khyaal aaya aur sooch munjamind ho gai
    agar mien nah rahoon(intiqaal ho jaay) to pegham ya pegham members par kya asar ho ga...?

    meray liay ik thread lagay ga
    sab loog kuchh nah kuchh kahien gay
    inna lillah e wa inna ilayhee rajioon parhien gay
    aur ik kahaani khatam
    is sab kuchh say mujhy kya milay ga
    shayad kuchh bhi nhi
    aur yeh sooch mujhy aai " Mr sad" (uncle Shakeel) ki wajah say...jinka pichhlay dinoo accident mien intiqaal hua

    khayr
    meray zehn mien ik khyaal aaya
    kiun na Pegham par Quraan khwaani ki jaay......koi zabardasti nhi hay...jo loog faarig hien ya wqt nikaal sakty hien.....is say hamien to koi farq nhi paray ga magar jaanay waalay ko boht farq paray ga.....

    ik member aata hay aur kehta hay k mien 1st paara parhta hoon to doosra member 2nd paara chun lay aur is tarah jitna kisi say ho sakay.....aur phir parh kar iska sawaab unki rooh tak pohncha day.....
    Allah sab ko unki nayki ka ajar ataa farmaay ameen

  • #2
    Re: ```Pegham pr Quraan khawaani ````

    Originally posted by sumera View Post

    Waalaikumaslam...

    Allah aap ko daraz-e-umr bil-khair naseeb kare(Aameen)...

    aap ki soch acchi hai...:masha .. hum aap ka saath dene ko tyaar hai... lakeen yeh sub kuch aik proper nizam ke tehat hona chahiye...zara si bhi bhool chuk sahi nahi hoti aise mam'lo mein.... filhal tu Admin kahein gaye hoye hain... jaise hi aa jayen is topic per un se tafseel se baat kijyega.. woh kya kaihte hain... aur hume yaqeen hai ke woh inkaar nahi kareinge... per chanda yeh sub kuch aik proper nizam ke tehat hona chahiye na... lets see.. dosre members kya kaihte...

    khush rahiye...:rose

    Comment

    • #3

      WALAIKUM U SALAM
      :masha DEAR AAP NAI BOHT ACHA IDEA BATAYA HAI BILKUL AESA HONA CHAHIY .SHAYAD AAJ HUM PARAIN KAL HAMARA PECHA HAMARA LIA KOI PARHA .OR WAISA B PARHNA SAI HAMAIN B APNA HISA KA SAWAB MILTA HAI AND ,MARHOOM KO B FAIDA HOTA HIA ...INSHAHALLAH I M AGREED ..ALLAH NA KARAI KAI HUM MAI SAY KOI SATHI HAMARA SATH CHORA ..PER MOUT BARHAK HAI .HER SHAKHS KO IS KA MAZA CHAKNA HAI ...
      ONLINE QURAN IN FLASH KA LINK MAI AAP DOSTO KAI SATH SHARE KARNA CHAHONGA:

      Comment

      • #4
        Re: ```Pegham pr Quraan khawaani ````

        Originally posted by ummid View Post

        thnx dear:rose
        mien nay bhi is baaray mien soocha tha k maamla naazuk hay magar phir soocha chaloo aap sab dostoon say share karti hoon to kuchh hal bhi nikal hee aay ga
        chalien baaqi members ki bhi raay layty hien...:)
        khush rahiay sada:)

        Comment

        • #5
          Re: ```Pegham pr Quraan khawaani ````

          Originally posted by Shaheeen View Post
          WALAIKUM U SALAM
          :masha DEAR AAP NAI BOHT ACHA IDEA BATAYA HAI BILKUL AESA HONA CHAHIY .SHAYAD AAJ HUM PARAIN KAL HAMARA PECHA HAMARA LIA KOI PARHA .OR WAISA B PARHNA SAI HAMAIN B APNA HISA KA SAWAB MILTA HAI AND ,MARHOOM KO B FAIDA HOTA HIA ...INSHAHALLAH I M AGREED ..ALLAH NA KARAI KAI HUM MAI SAY KOI SATHI HAMARA SATH CHORA ..PER MOUT BARHAK HAI .HER SHAKHS KO IS KA MAZA CHAKNA HAI ...
          ONLINE QURAN IN FLASH KA LINK MAI AAP DOSTO KAI SATH SHARE KARNA CHAHONGA:
          meri raay pasand karny ka shukriyaa shaheen
          meray paas bhi ik link hay
          english urdu tarjamay k saath aap Quraan paak parh aur sun bhi sakty hien

          www.quranexplorer.com

          khush rahiay
          Last edited by *Duaa*; 15 May 2007, 04:09.

          Comment

          • #6
            Re: ```Pegham pr Quraan khawaani ````

            Originally posted by sumera View Post
            meri raay pasand karny ka shukriyaa shaheen
            meray paas bhi ik link hay
            english urdu tarjamay k saath aap Quraan paak parh aur sun bhi sakty hien

            www.quranexplorer.com

            khush rahiay
            :jazak::rose

            Comment

            • #7
              Re: ```Pegham pr Quraan khawaani ````

              :masha :jazak: sumera bhot khoobsoorat soch hai...main bhi insha Allah aap k saath hoon
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: ```Pegham pr Quraan khawaani ````

                :masha sumera bohot khoobsurat sooch hai....Allah tumhe khush rakhein.....dear mai aap ke saath hoo.....JazakAllah...:rose
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: ```Pegham pr Quraan khawaani ````

                  W.Salam:rose
                  Sumera jani .. buht achaa app ni socha hai... isa hai hona chahi...
                  hum be app ki sath hai... :)
                  u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                  :pr:

                  Comment

                  • #10
                    Re: ```Pegham pr Quraan khawaani ````

                    very nice and beautiful idea

                    Comment

                    • #11
                      Re: ```Pegham pr Quraan khawaani ````

                      Walaikom Assalam...achi baat ki hai...
                      aisa krtay hain pehlay ....siparay taqseem kar lain gay...kon sa kis ko perhna hai....phir perhnay kay bad yahan aa kar confirm kar dain gay.....:)
                      For New Designers
                      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                      Comment

                      • #12
                        Re: ```Pegham pr Quraan khawaani ````

                        :phool: :masha

                        I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

                        Comment

                        • #13
                          Re: ```Pegham pr Quraan khawaani ````

                          Ummid, Shaheen, sccorpion81, Wafa, Hala, raafi, abgina, Champion Pakistani

                          meri raa'ay pasand karnay k liay aap sab ka boht boht shukriya:rose ...i m really happy now
                          Khush rahiay :) aur Allah paak hum sab ko khushiyaan taqseem karnay ki tofeeq ata farmaay ...Ameen:dua
                          Last edited by *Duaa*; 15 May 2007, 15:56.

                          Comment

                          • #14
                            Re: ```Pegham pr Quraan khawaani ````

                            very nice thought sumera......mein b ap k saath hon....
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: ```Pegham pr Quraan khawaani ````

                              Originally posted by sumera View Post
                              As salam o alaikum friends
                              walaikum salam wr,

                              go ahead with it, v'll join you :thmbup:

                              May Allah bless them and showers His blessings upon us all Ameen.
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              Working...
                              X